Woh Humse Khafa Hain

Asmodeus

Well-known member
  • Feb 6, 2023
    6,930
    15,766
    113
    Ursa Major
    ​


    Woh Humse Khafa Hain Lyrics​

    Woh humse khafa hain hum unse khafa hain
    Woh humse khafa hain hum unse khafa hain
    Magar baat karne ko jee chahta hain
    Badi dilnashi hai yeh unki adaayen
    Adaaon pe marne ko jee chahta hain
    Woh humse khafa hain hum unse khafa hain
    Woh humse khafa hain hum unse khafa hain

    Jo kehna hai unse kahe bhi toh kaise
    Bina kutch kahe hum rahe bhi toh kaise
    Jo kehna hai unse kahe bhi toh kaise
    Bina kutch kahe hum rahe bhi toh kaise
    Bina kutch kahe hum rahe bhi toh kaise
    Kasam chahaton ki mohabbat mein ab toh
    Hadho se gujarne ko jee chahta hain
    Woh humse khafa hain hum unse khafa hain
    Magar baat karne ko jee chahta hain
    Woh humse khafa hain hum unse khafa hain


    Jo dil ki duaan hai kabhi kaam aaye
    Ghadi do ghadi ko toh aaram aaye
    Jo dil ki duaan hai kabhi kaam aaye
    Ghadi do ghadi ko toh aaram aaye
    Ghadi do ghadi ko toh aaram aaye
    Sanam baajuon ke hasi daayre mein
    Rokar bikharne ko jee chahta hain
    Woh humse khafa hain hum unse khafa hain
    Magar baat karne ko jee chahta hain
    Badi dilnashi hai yeh unki adaayen
    Adaaon pe marne ko jee chahta hain
    Woh humse khafa hain hum unse khafa hain
     

    Anyhacker

    Well-known member
  • Oct 5, 2026
    4,507
    2,629
    113
    United States
    මේක අහද්දි තාමත් ඒ කාලෙ මතක් වෙනවා බන්, 'magar baat karne ko jee chahta hain' කියන ලයින් එක ඇහෙද්දි තරහ වෙලා ඉන්න කෙනෙක් එක්ක කතා කරන්න හිතෙන හැටි හරියටම කියලා තියෙනවා.