Ishq hai...
(teri aankhon ke matvaale kaajal ko mera salaam
zulfon ke kale kale baadal ko mera salaam) - 2
ghayal kar de mujhe yaar tere paayal ke jhankar
hey soni sone teri soni har adaa ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq - 2
(ho salaam-e-ishq salaam-e-
salaam-e-ishq salaam-e-) - 2...