Honthon Pe Bas Lyrics
Honton Pe Bas Tera Naam HaiTujhe Chaahna Mera Kaam Hai
Tujhe Chaahna Mera Kaam Hai
Tere Pyaar Mein Paagal Hoon Main Subah-o-shaam
Jaanam I Love You,
You Love Me
You Love Me
Honton Pe Bas Tera Naam Hai
Tujhe Chaahna Mera Kaam Hai
Tujhe Chaahna Mera Kaam Hai
Tere Pyaar Mein Paagal Hoon Main Subah-o-shaam
Jaanam I Love You,
You Love Me
Jaanam I Love You
You Love Me
Yeh Raat Soyi Hai Khoyi Khoyi
Armaan Mere Hain Jaage Jaage
Yeh Kya Mujhe Ho Gaya
Zulfon Ke Saaye Chilman Banaaye
Aa Main Deewani Inko Hata Doon
Dekhoon Tera Chehra
Deewaangi Ka Jaam Hai
Tu Ishq Ka Inaam Hai
Tere Pyaar Mein Paagal Hoon Main Subah-o-shaam
Jaanam I Love You,
You Love Me
You Love Me
Thandi Hawaayein Jaadu Jagaaye
Meri Nigaahein Hain Pyaasi Pyaasi
Chhaane Laga Hai Nasha
Yeh Gori Baahein Tujhko Bulaaye
Aaja Mita Doon Doori Zara Si
Ho Na Koi Faasla
Dil Ka Yahi Paigaam Hai
Tu Chain Hai,
Aaraam Hai