Kasam Khake Kaho

Asmodeus

Well-known member
  • Feb 6, 2023
    6,840
    15,600
    113
    Ursa Major



    Lyrics

    Hey hey hey aa ha ha, hey hey hey aa ha ha
    Kasam khaake kaho, muskuraake kaho
    Dil lagaake kaho, paas aake kaho
    Tumko humse pyaar hai, tumko humse pyaar hai

    Sharmaake kaho, balkhaake kaho
    Haan kaho na kaho, bas kehti raho
    Tumko humse pyaar hai, tumko humse pyaar hai

    Ek ajab si dil mein hasrat hoti hai tumko dekhke
    Chaahe tumko dil mein chaahat hoti hai tumko dekhke
    Hamein pyaar karo, ikraar karo
    Saanson mein basaake rakh lo
    Tum shaam-o-saher deedaar karo
    Khwaabon mein chhupaake rakh lo

    Nazar jhukaake kaho, palak uthaake kaho
    Haan kaho na kaho, bas kehti raho
    Tumko humse pyaar hai, tumko humse pyaar hai

    Ek bechaini si hoti hai ab to tere naam se
    Ishq hua jab se na guzra ek lamha aaraam se
    Kya haal hua chaahat mein sanam
    Mushkil hai tumse kuch kehna
    Hai tumko kasam, mehboob kabhi
    Aankhon se door na rehna

    Itraake kaho, jhilmilaake kaho
    Haan kaho na kaho, bas kehti raho
    Tumko humse pyaar hai, tumko humse pyaar hai

    Kasam khaake kaho, muskuraake kaho

    Haan kaho na kaho

    Paas aake kaho

    Tumko humse pyaar hai, tumko humse pyaar hai

    Tumko humse pyaar hai, tumko humse pyaar hai
     

    jamiezue

    Well-known member
  • Jul 28, 2008
    11,965
    1
    8,794
    113
    -~උලක් උඩ-~
    වචන නම් තේරුනේ නම් නෑ මගේ ටේස්ට් එක ඔයිට වඩා ටිකක් වෙනස් .සින්දුව ලස්සනයි. මේ සින්දුව මට ලඟදි හම්බුනේ.ලස්සනයි..ස්ලෝ රොමැන්ටික් එකක් .වැඩිය ලන්කාවෙ ඇහෙන්නෙ නෑ..