jaanam dekh lo miT gayeeN dooriyaaN
main yahaaN hooN, yahaaN hooN, yahaaN hooN, yahaaN..
( jaanam dekh lo miT gayeeN dooriyaaN
main yahaaN hooN, yahaaN hooN, yahaaN hooN, yahaaN ) -2
kaisi sarhadein, kaisi majbooriyaaN
main yahaaN hooN, yahaaN hooN, yahaaN hooN.., yahaaN
tum chhupaa na sakogi main vo raaz hooN
tum bhulaa na sakogi vo andaaz hooN
gooNjtaa hooN jo dil mein to hairaaN ho kyoN
main tumhaare hi dil ki to aavaaz hooN
sun sako to suno dhaDkanoN ki zabaaN
main yahaaN hooN, yahaaN hooN, yahaaN hooN, yahaaN

main hi main ab tumhaare KhayaaloN mein hooN
main javaaboN mein hooN, main savaaloN mein hooN
main tumhaare har ek Khvaab mein hooN basaa
main tumhaari nazar ke ujaaloN mein hooN
dekhti ho mujhe dekhti ho jahaaN