2012 Nov 28 - ElaKiri Radio ! - Bollywood Masala With Randike Mendis

amila256

Well-known member
  • Aug 9, 2010
    7,279
    1,273
    113
    හීන ලෝකෙක
    It's rocking lyrics

    Ude jab jab Zulfe teri - 2
    Kawaariyon ka dil machale - 2, jind meriye
    Jab aise chikne chehre - 2
    Toh kaise na nazar phisale - 2, jind meriye

    [It's rocking, yaara kabhi ishq toh karo
    Its rocking, maro tum ishq pe maro] - 2
    Chaahe agar yeh dil toh kya roshan jahaan karde
    Isaki inaayat ho toh jarre ko khuda karde
    [main sadke jaanwaan - 2
    Ho ishq pe yaara main sadke jaanwaan] - 2

    Kya jamin hai kya palak, hai duniya jahaan talak
    Dekho dekho silsila hai ishq ka
    Chaahe gum de ya khushi, har haal mein yuunhi
    Karo jara shukriya tum ishq ka
    Zidd pe jo aa jaaye toh ik pal mein fanaa karde
    Isaki inaayat ho toh jarre ko khuda karde
    [Main sadke jaanwaan - 2
    Ho ishq pe yaara main sadke jaanwaan] - 2

    Tujhe chaand ke bahaane dekhu - 2
    Tu chhat par aaja goriye - 2, jind meriye
    Abb chhedenge gali ke sab ladke - 2
    Ke chaand bairi chhip jane de - 2, jind meriye

    Isse jisne na kiya, mehroom woh huva
    Use bhala kya pata hai ishq kya
    Yeh isaki saadagi hai ru??? jindagi
    Koi ise de pata hai ishq kya
    Ye ishq jo chaahe toh puri har duva karde
    Isaki inaayat ho toh jarre ko khuda karde
    [main sadke jaanwaan - 2
    ho ishq pe yaara main sadke jaanwaan] - 2

    [It's rocking, yaara kabhi ishq toh karo
    It's rocking, maro tum ishq pe maro] - 2
    Chaahe agar yeh dil toh kya roshan jahaan karde
    Isaki inaayat ho toh jarre ko khuda karde
    [Main sadke jaanwaan - 2
    Ho ishq pe yaara main sadke jaanwaan] - 2
    Main sadke jaanwaan
     
    Last edited:

    mjayanatha

    Well-known member
  • Jan 9, 2008
    28,378
    1,885
    113
    යන එන මං නැහැ
    මචන් රන්දිකය මමත් කැපෙනවා....අද කලින්ම කැපෙනවා හෙට ලොකු වැඩක් තියෙනවා බන්.... එහෙන ශෝ එක එළකිරි...සුබ රාත්‍රියක් හැමෝටම.... හීනෙන් මාවම පෙනීයන්
     

    amila256

    Well-known member
  • Aug 9, 2010
    7,279
    1,273
    113
    හීන ලෝකෙක
    dastaan e om shanti om lyrics

    Sunne walo suno aisa bhi hota hai

    dil deta hai jo woh chain bhi khota hai
    pyaar aisa jo karta hai
    kyaa mar ke bhi marta hai
    aao tum bhi aaj yeh sun lo
    daastan hai yeh ke ik tha naujavaan jo
    dil hi dil men ek haseena ka tha deewana
    woh haseena bhi ki jiski khoobsurti
    ka duniya bhar men tha mashhoor afsana
    dono ki yeh kahani hai jisko sabhi kehte hai
    Om Shanti Om


    (Naujavaan ki thi aarzoo uski thi yeh hi justjoo
    us haseena men usko mile ishq ke sare rangroop)-2
    usne na jaana yeh nadani hai
    woh ret ko samjhaa ke paani hai
    kyo aisa tha kisliye tha
    yeh kahani hai
    dastaan hai yeh ke us dilkash haseena ke
    nigaahon dil men koi doosra hi tha
    bekhabar is baat se us naujavaan ke khwabon ka
    anjaam toh hona bura hi tha
    tooten khwaabon ki is dastan ko sabhi kehte hai
    Om Shanti Om


    Sunne walo suno aisa bhi hota hai
    koi kitna hase utna hi rota hai
    deewani hoke haseena khai kya dhoke haseena
    aao tum bhi aaj yeh sunlo
    Dastaan hai yeh ke us maasoom haseena ne
    jise chaaha woh tha andar se harjaai
    tang dil se dil laga ke
    bewafa ke haath aake
    usne ik din maut hi paai
    ik sitam ka fasana hai jisko sabhi kehte hai
    Om Shanti Om


    kyo koi katil samajhta nahi
    yeh jurm woh hai jo chhupta nahi
    yeh daag woh hai jo mitta nahi
    rehta hai khooni ke haath par
    khoon us haseena ka jab tha hua
    koi waha tha pauhauch toh gaya
    lekin use woh bacha na saka
    roya tha pyaar uski baat par
    daasta hai yeh ke jo pehchaanta hai khooni ko
    woh naujavaan hai laut ke aaya
    keh rahi hai zindagi katil samajh le
    uske sar par chha chuka hai maut ka saaya
    janmo ki karmo ki hai kahani jise kehte hai
    Om Shanti Om
    (Kehte hai OM Shanti Om)-2
     

    amila256

    Well-known member
  • Aug 9, 2010
    7,279
    1,273
    113
    හීන ලෝකෙක
    මචන් රන්දිකය මමත් කැපෙනවා....අද කලින්ම කැපෙනවා හෙට ලොකු වැඩක් තියෙනවා බන්.... එහෙන ශෝ එක එළකිරි...සුබ රාත්‍රියක් හැමෝටම.... හීනෙන් මාවම පෙනීයන්
    සුභ රාත්‍රියක් මචන්..........:)
     

    Quadric

    Member
    Nov 21, 2012
    283
    21
    0
    4th Dimension
    යකෝ ඉක්මන් කරපන් හරහට නිදි මතයි

    8000 k damme kohomada bun :shocked: adenawa :baffled:
    Congratulations6.gif
     

    amila256

    Well-known member
  • Aug 9, 2010
    7,279
    1,273
    113
    හීන ලෝකෙක
    pappu cant dance saala lyrics

    This is the future man!

    Tirkit daana tirkit daana,
    Gee gee daana, lets dance...
    Tirkit daana tirkit daana,
    Gee gee daana, lets dance...

    Hai muscular, hey popular
    Hai muscular hai popular

    Hai muscular hai popular
    Spectacular is a bachelor, he's a bachelor, he's a bachelor...
    Pappu ki gaadi tez hai
    Pappu kudiyon mein craze hai,
    Pappu ki aankhein light blue,
    Pappu dikhta angrez hai,
    Angrez hai...
    Rado ki ghadi haathon mein
    Perfume Gucci wala

    But pappu can't dance saala! hoye hoye hoye hoye
    But pappu can't dance saala! hoye hoye hoye hoye
    Haan pappu naach nahi sakta!

    Wenna may I see you when you dance in the hall
    And a wenna may I see you when you dance... hey!

    (Tirkit daana tirkit daana,
    Gee gee daana, lets dance...
    Pappu can't dance saala...) - 2
    (Tirkit daana, daana naa) - 4
    Paida pappu hua to kismatein chamki,
    Aur uske muh mein thi chandi ki chamchi,
    Haii... yeahhh yeahhh... pappu ke paas hai paisa,
    Haii... yeahhh yeahhh... haathon ke maiel ke jaisa,
    Haii... yeahhh yeahhh... pappu yaaron ka yaar hai,
    Haii... yeahhh yeahhh... pappu dildaar hai, star hai...

    But pappu can't dance saala, hoye hoye hoye hoye
    But pappu can't dance saala, hoye hoye hoye hoye
    Haan pappu naach nai sakta...

    Tirkit daana, daana naa,
    Tirkit daana, daana naa,
    Tirkit daana, naa naa naa naa
    Tirkit daana, naa naa naa

    Papa kehte hai bada naam karega,
    Mera pappu to aisa kaam karega,
    Haii... yeahhh yeahhh... pappu ke paas hai MBA,
    Haii... yeahhh yeahhh... karta hai France mein holiday,
    Haii... yeahhh yeahhh... pappu guitar bajata hai,
    Haii... yeahhh yeahhh... jahan jaata hai chaa jaata hai...
    But pappu can't dance saala

    (Tirkit daana tirkit daana,
    Gee gee daana, lets dance...
    Hoye hoye hoye hoye) - 6