| Mahi mahi re ... mahi mahi re | |
| Mahi mahi re mahi mahi re | |
| Mahi mahi re mahi mahi re | |
|
|
| Aaja mahi mere, aaja mahi mere, aaja mahi mere aa | |
| Aaja mahi mere, aaja mahi mere, aaja mahi mere aa | |
| Aa dhoop maloon main tere haathon mein | |
| Aa sajda karoon main tere haathon mein | |
| O subah ki mehndi chhalak rahi hai, aaja | |
| Aaja mahiya, aaja mahiya, aaja | |
| Aaja mahiya, o aaja mahiya | |
| |
| Aaja mahi mere, aaja mahi mere, aaja mahi mere aa | |
| Aaja mahi mere, aaja mahi mere, aaja mahi mere aa | |
| Aahista pukaaro sab sun lenge | |
| Bas labon se chhu lo lab sun lenge | |
| Haan aankh bhi kal se phadak rahi hai, aaja | |
| Aaja mahiya, aaja mahiya, aaja | |
| Aaja mahiya, o aaja mahiya | |
| |
| Ek noor se aankhen chaunk gayi | |
| Dekha joh tujhe aaine mein | |
| Ek noor se aankhen chaunk gayi | |
| Dekha joh tujhe aaine mein | |
| Aaja mahiya, aaja mahiya | |
| Koi noor kiran hogi woh bhi | |
| Joh chubne lagi hai seene mein | |
| Aaja mahiya, aaja mahiya | |
| Aa dhoop maloon main tere haathon mein | |
| Aa sajda karoon main tere haathon mein | |
| O subah ki mehndi chhalak rahi hai, aaja | |
| Aaja mahiya, o aaja mahiya, aaja | |
| Aaja mahiya, o aaja mahiya | |
| |
| Mahi mahi re ... mahi mahi re ... mahi mahi re | |
|
|
| Laal ho jab yeh shaam kinara | |
| Odha dena sar pe saara | |
| Laal ho jab yeh shaam kinara | |
| Odha dena sar pe saara | |
| Aaja mahiya, aaja mahiya | |
| Chal rok le suraj chup jaayega | |
| Paani mein girke bujh jaayega | |
| Aaja mahiya, aaja mahiya | |
| Aahista pukaaro sab sun lenge | |
| Bas labon se chhu lo lab sun lenge | |
| Haan aankh bhi kal se phadak rahi hai, aaja | |
| Aaja mahiya, o aaja mahiya | |
| Aaja mahiya, o aaja mahiya | |
| |
| Mahi re ... mahi re | |
| Mahi re ... mahi re | |
| Mahi re ... mahi re ... mahi re | |
| Mahi mahi mere | |
| Mahi mahi mere | |
| Mahi mere mahi mere mahi mere | |
| Mahi mahi mere | |
| Mahi mahi mere | |
| Mahi mere mahi mere mahi mere | |