Sawaar loon

Asmodeus

Well-known member
  • Feb 6, 2023
    6,831
    15,577
    113
    Ursa Major


    Lyrics

    Hawa ke jhonke aaj mausamon Se Rooth gaye
    Gulon ki shookhiyan jo bhawre aa Ke loot gaye
    Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara
    Isi bahane kyun na main bhi dil ka haal zara

    Sawaar Loon Sawaar Loon
    Sawaar Loon Haye Sawaar Loon

    Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye
    Gulon ki shookhiyan jo bhawre aa ke loot gaye
    Badal rahi hai aaj zindagi ki chaal zara
    Isi bahane kyun na main bhi dil ha haal zara

    Sawaar Loon Sawaar Loon
    Sawaar Loon Haye Sawaar Loon

    Balam ji purane hain
    Nayi si dhoop hai
    Jo palkein khatkhta raha hai
    Kiska roop hai
    Sharartein kare Jo aise
    Bhool ke hizaab kaise usko naam se
    Main pukaar loon

    Sawaar Loon Haye Sawaar Loon
    Sawaar Loon Sawaar Loon

    Yeh sarre koyale bani hai aaj dakiyan
    Kuhu kuhu mein chitthiyan padhe mazakiyan
    Yeh sarre koyale bani hai aaj dakiyan
    Kuhu kuhu mein chitthiyan padhe mazakiyan
    Inhe kaho ke na chupaye
    Kisne hai likya bataye
    Uski aaj mein nazar utaar loon

    Sawaar Loon Sawaar Loon
    Sawaar Loon Haye Sawaar Loon

    Hawa Ke Jhonke Aaj Mausamo Se Rooth Gaye
    Gulon Ki Shookhiyan Jo Bhawre Aa Ke Loot Gaye
    Badal Rahi Hai Aaj Zindagi Ki Chaal Zara
    Isi Bahane Kyun Na Main Bhi Dil Ka Haal Zara ...