Wada raha pyare se pyare ka

Asmodeus

Well-known member
  • Feb 6, 2023
    6,843
    15,605
    113
    Ursa Major


    Lyrics

    Wada Raha Wada Raha Wada Raha
    Wada raha pyar se pyar ka
    Ab hum na honge juda
    Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda
    Chahe tumhe kis kadar mera dil
    Tumko nahi hai pata
    Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda
    Wada raha

    Dono jahan ko bhola hun main
    Aisi lagi hai tujhse lagan
    Chahe kaho ise awargi
    Chahe kaho ise deewanapan
    Dil ne kaha dil ne suna
    Maine tumhe dilbar chuna
    Ab doriyan na rahi darmiyan
    Kya rang layi wafa
    Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda
    Wada raha pyar se pyar ka
    Ab hum na honge juda
    Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda

    Dekha tumhe to aisa laga
    Mujhko mila manzil ka pata
    Chalna hai humko ab sath mein
    Tumse juda mera rasta
    Maine to li hai kasam
    Paon tumhe janmo janam
    Sajde kiye maine shamo saher
    Manga hai tumko sada
    Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda

    Wada raha pyar se pyar ka
    Ab hum na honge juda
    Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda
    Wada raha ye wada raha
    Pyar se pyar ka pyaar se pyar ka
    Wada raha ye wada raha
    Pyar se pyar ka
    Wada raha yeh wada raha